Wafah e Abbas(a.s)
Haq kaa kalma duniya ko sekhaye jaye
wafah a Abbas zamanay ko sunaye jaye
kaun kehta hay wafadari kaa tasasul hay khatam
mareka karbala duniya koh samjhaya jayay
laiken najatee kai leyay matam e hussain zarure hay
esleyai moula burhanuddin azaya hussain karatay jayay
hay tanavul e neyaz hasnath moula ali kee
moula burhanuddin neyazay hussaini karatay jayay
mohammed ka ershad ,"hussain meene vaanal menal hussain"
amalan vai khaul moula burhanuddin dekhatay jayay
ay rasheed jaan jaa wafah e abbas
aur fedah hoja moula burhanuddin kay khadmah talay.
Mamluke Syedna(t.u.s)
M.Hassan Rasheed